Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan


See Also

  • Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan
  • Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan. Happy a nice day all of dramaticmusings beloved visitors. Now I am going to share :"Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan." hopefully you like this song lyric.

    Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan


    Aaha aaha...
    Kuch toh thi akal dil mein
    Hoke bedakhal dil ne..
    Shekhi maar ke humse
    Sab kuch haar ke phir se

    Khawabon ki khurchan se
    Din yeh kureda hai
    Gutthi yeh kholi hai
    Tumne humne..

    Rummani sa, rumaani si
    Tu aur main, main aur tu
    Rummani sa, rumaani si
    Dil aur har justuju

    Aaha aaha, aaha aaha
    Aaha aaha, aaha aaha..

    Waadon ke khule baste
    Mehange daam pe saste
    Milte hain jahaan humko
    Woh hain ishq ke raste..

    Wahaan dopeharon se
    Hasti karari si
    Dhoop utaarenge
    Tu jo keh de..

    Rummani sa, rumaani si
    Tu aur main, main aur tu
    Rummani sa, rumaani si
    Dil aur har justuju

    Naa hoga ke kitaabon mein
    Chhapegi teri meri kahaani
    Haan kishton mein suna denge
    Yeh qissa teri meri zubaani

    Tooti phooti, sacchi jhooti
    Teri meri daastaan..
    Auron se kya lena dena
    Denge khudko bataa..

    Rummani sa, rumaani si
    Tu aur main, main aur tu
    Rummani sa, rumaani si
    Dil aur har justuju

    Rummani sa (amm hmm..) rumaani si (oho..)
    Rummani sa (amm hmm..) rumaani si (oho..)
    Rummani sa (amm hmm..) rumaani si

    You are reading: Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan


    Thank you for your visit to this Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan.

    That's the Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan

    That's the Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan song lyric. We hope you like it. Always visit this blog to find various song lyrics that you need.

    You are reading Rumaani Sa Bewakoofiyaan Lyric - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan, Url address: https://dramaticmusings.blogspot.com/2015/01/rumaani-sa-bewakoofiyaan-lyric-shreya.html