Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics


See Also

  • Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics
  • Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics. Hello all of song lyrics visitors. This time we'll share :"Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics." i really hope that you like this Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics.

    Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics


    Singer: Arijit Singh
    Music: Himesh Reshammiya
    Lyrics: Subrat Sinha
    Music On: Eros

    Main Teri Yaadon Mein Lyrics

    Main teri yaadon mein khoya
    Main teri yaadon mein uljha
    Main teri yaadon mein khoya
    Main teri yaadon mein uljha

    Teri yaadon ka hai samaa
    Tere bin main, main na rahaa
    Teri yaadon ka hai samaa
    Tere bin main, main na rahaa

    Shaam-o-seher kaise
    Lagte zeher jaise
    Tere bagair aise o...
    Socha nahin kaise
    Hoon darbadar jaise
    Hogi basar aise o..

    Khamoshiyan hai khata meri
    Tanhaiyan hai sazaa meri
    Samjha rahi hain ye dooriyan
    Teri meri nazdeekiyaan

    Haan teri yaadon ke gham hain
    Hai teri yaadon ki khushiyan
    Haan teri yaadon ke gham hain
    Hai teri yaadon ki khushiyan

    Tere bin jeena kya mera
    Tere bin main, main na raha
    Tere bin jeena kya mera
    Tere bin main, main na raha

    Sabko khabar hai ye
    Meri seher hai tu
    Kya bekhabar hai tu o..
    Itni zara si toh
    Haan hai tujhe kehni
    Kehde nazar se tu o..

    Kya itni hai majbooriyan
    Kyun itni naa manzooriyan
    Ik mukhtasar si baat hai
    Phir zindagi bhar ka saath hai

    Main teri yaadon mein jaaga
    Main teri yaadon mein soya
    Main teri yaadon mein jaaga
    Main teri yaadon mein soya

    Tere bin jeena kya mera
    Tere bin main, main na raha
    Tere bin jeena kya mera
    Tere bin main, main na raha


    You are reading: Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics


    Thank you for your visit to this Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics.

    That's the Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics

    That's the Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics song lyric. We hope you like it. Always visit this blog to find various song lyrics that you need.

    You are reading Main Teri Yaadon Mein -Sanam Teri Kasam Hindi Song Lyrics, Url address: https://dramaticmusings.blogspot.com/2016/01/main-teri-yaadon-mein-sanam-teri-kasam.html